Roo b roo, go ki, bahaaney haz

Roo-b-roo, go ki, bahaaney hazaar kartee hun!

Yaar, par, sach hai, ki, mein tujhko pyaar kartee hun!

Guzar rahi hai umra hijra ki dopaharee mein;

Siye hun honthh, ki, kah deyn na, ‘Tum pai martee hun’!!